Текст песни

Khushiyon Se Bharpoor Hamara yaara yeh Hurmada
Sukh Dukh Kaa Saathi hamara Pyaara yeh Hurmaa…
Pyaar se Parivaar,Parivaar Se Pyaar
Parivaar Se pyaar, Pyaara Yeh ehsaas hai
Jagg ke pyaar se Jayada Hum mein pyaar
Dhadkan Mein bhi pyaar, Saanson Mein bhi pyaar hai
Sab se za-roo-ri, Parivaar naa toh, Jaan lo maan o
Parivaar hee sab hai
Hurmada Hurmada
Pyaar Se parivaar hai
Parivaar Se pyaar hai
Dil mein utarta pyaar hai
Pyaar Jis se Hamein Beshumaar hai
Hurmada Hurmada

0:00 0:00