Текст песни
tere pyaar ke kabil hu yan main nahi?
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Intazaar ke kabil hu yan main nahi
Izhaar se pehle maine na socha tha
Inkaar ke kabil hu yan main nahi
Tankhwah meri double yan triple ho jayegi shayad jab
Motapa kamm ho jayega, muscular build ho jayegi shayad tab
Meri masoomiyat ko maar dunga main mardaangi ke sagar mein duba ke
Gussa mera kagaz pe nahi violence se niklega shayad tab
Jab Van Gogh ki paintings se zyada stock market ki knowledge hogi
Jab main bhi apne mooh pe hawas ki kaalikh mal loonga
Jab shayari padhna sunana, tere liye shayari likhna band kar dunga
Khudki hadd se zyada teri parwah karni kamm kar dunga
Jab tere badan ko choomunga keval tere baal nahi sawaarunga
Tujhe kala nahi maanunga, nazaron se nahi nihaarunga
Jab mehroomiyan rahengi hamari mohabbat mein
Ishq ko ek kaam samjhunga aur karne ke liye bas kar daalunga
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Intazaar ke kabil hu yan main nahi
Izhaar se pehle maine na socha tha
Inkaar ke kabil hu yan main nahi
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Intazaar ke kabil hu yan main nahi
Izhaar se pehle maine na socha tha
Inkaar ke kabil hu yan main nahi
Chaiye kya tujhko bol big tits big ass
Sunlungi Tere liye mai big pun big L
Sachi me putli hu galtio ki mai
Chalti uchake to rukta hai samay
Mai Andho ki rani par kaani ni hu
Pyar ni karti diwani si hu
Jaise bhi bologe waise hi ho jaungi
Pani me dalo to pani si hu
Baby bhatkungi tere liye dar badar
Tera bistar kardungi tera batar
Tera sab kuch mera hai man gadhant
Meri kampan man dhan tan badan
Hu mai basic bitch ni cultural
Ghooma matha kho chuki santulan
Teri wifu ban na hai jald se jald
Teri k k k k k kiran
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Intazaar ke kabil hu yan main nahi
Izhaar se pehle maine na socha tha
Inkaar ke kabil hu yan main nahi
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Intazaar ke kabil hu yan main nahi
Izhaar se pehle maine na socha tha
Inkaar ke kabil hu yan main nahi
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Dildaar ke kabil hu yan main nahi
Tere pyaar ke kabil hu yan main nahi
Tere pyaar ke
Tere pyaar ke